PDA

View Full Version : Dayar e data se hokarrazavia
02-03-2010, 09:48 AM
Dayar e data se hokar jo mushk boo aaey

saba ko chahiye us k qadam ko choom aaeyMazar e data pe bat ta hai rat din sadqa
wahan se daste talab ho k surkhooro aaey

Yeh khawab hai k ghulamoun main tere shamil hooun
so ganj bakhs yeh tabeer hoo bahoo aaey

yeh manqabat dar e data pe kaise pohchaun
na khoos bayan hoo na andaz e arzoo aaey

Mile woh shama k irfan o agahi chamke
har aik tare nafas se sada e hoo aaey

http://www.dawateislami.net
YouTube - Kanal von MadaniChannel (http://www.youtube.com/madanichannel)

Ahsan0345
02-08-2010, 05:54 PM
JazzakAllah Kheir

Attari1980
02-09-2010, 01:20 PM
JazzakAllah Kheir