Assalam o Alikum, Admin bhai kya hall ha. Main ne aaj aik forum par visit kya
www.faizeraza.net par us main aik bara acha silsala main ne dekha jis main malomati ta. Meri suggesstion ha k aap ya tu main page par ain forum aur us main 3/4 ssub forum creat kare naam Inshahallah main bata doo ga ya per General Discussion main aik forum bana kar us main sub forum Creat kara. Us se humeri malomat main ezafa ho ga aur forum main attraction ho ge. Aap badi Moderator se b advise le le main aap ki reply ka intizar karo ge.
Qaiser Mustafa Attari