وعلیکم السلام
براہِ کرم دارالافتاء اہلسنت کے نمبرز پر رابطہ کر کے یہ مسئلہ پوچھیں
Assalam o Alaikum WWB,
aik aisa shaks se jo namaz , roza , zakaat ko nahi maanta ,marnay k baad saza o jaza ko nahi maanta ho , sood ko jaiz kehta ho sood ka lain dain karta ho ghair sharai ghair islami tarz e zindagi ho jis shaks ki
1. kia iss shaks se aik deen daar musalman aurat ka nikkah karna jaiz hai ?
2. Agar nikkah kar diya jai aisay shaks se musalman deen daar aurat ka tu iss nikkah ki sharai hasiyat kia hogi ? shariyat ka kia hukum hai ?
meharbani farma k tafseelan jawab irsaal karye shariyat o deen islam ki roshni mai .
Syeda Sana
وعلیکم السلام
براہِ کرم دارالافتاء اہلسنت کے نمبرز پر رابطہ کر کے یہ مسئلہ پوچھیں
sawaal sada aur sedha tha , hairat ki baat hai forum par jawab batana pasand nahi aya admin ko muftiyaan sahibaan ko .
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)
Bookmarks